Top 1000+ Faiz Ahmed Faiz Poetry in Urdu - Faiz Ahmed Faiz Shayari

Faiz Ahmed Faiz Urdu Poetry - Urdu Love Poetry

Faiz Ahmed Faiz urdu abad k bohat ba kamal shayair guzry hain. Unhon ne urdu poetry main bht kamal k shayair kahy jo k ajj bhi Urdu Poetry sy pyaar karny walon k dilon main aj b zinda hain.


Faiz Ahmed Faiz Ki Urdu Poetry bht maqbool ha. Aur Aj is Post main ham Faiz Ahmed Faiz ki poetry share krein gy ap k sath. Agr Urdu Poetry pasand ha tu ap is post Top 1000+ Faiz Ahmed Faiz Poetry in Urdu ko apny doston k sath zador share karein. Faiz Ahmed Faiz Shayari 





Faiz-Ahmed-Faiz-Urdu-Poetry
Faiz Ahmed Faiz Urdu Poetry


Faiz Ahmed Faiz Urdu Poetry


بے دم ہوئے بیمار دوا کیوں نہیں دیتے
تم اچھے مسیحا ہو شفا کیوں نہیں دیتے


Be Dam Howy Bimaar Dawa Kyu Ni Dety
Tum Achy Masihaa Ho Shifa Kyu Nahi Dety

Faiz Ahmed Faiz Shayari


رات یوں دل میں تیری کھوئی ہوئی یاد آئی
جیسے ویرانے میں چپکے سے بہار آ جائے

Raat Yoon Dil Main Teri Khoyi Hoi Yaad Ayi
Jesy Wirany Main Chupky Sy Bahaar Aa Jaye


Faiz Ahmed Faiz Poetry in Urdu


جو نفس تھا خار گلو بنا جو اٹھے تھے ہاتھ لہو ہوئے
وہ نشاط آہ سحر گئی وہ وقار دست دعا گیا


Jo Nafs Tha Khaar Gulo Bana Jo Uthy Thy
Wo Nishaat Aa Sehar Gayi Wo Waqar Dast Dua Gya


Faiz Ahmed Faiz Love Poetry


چنگ و نے رنگ پہ تھے اپنے لہو کے دم سے
دل نے لے بدلی تو مدھم ہوا ہر ساز کا رنگ

Chang o Ny Rang Pe Thy Apny Laho K Dam Sy
Dil ne Le Badli Tu Madham Howa Har Saaz Ka Rang

Faiz Ahmed Faiz Hindi Shayari



اور بھی دکھ ہیں زمانے میں محبت کے سوا
راحتیں اور بھی ہیں وصل کی راحت کے سوا

Aur Bhi Dukh Hain Zamany Main Mohabbat k Siwa
Rahatain aur Bhi Hain Wasal Ki Rahat K Siwa


Faiz Ahmed Faiz Poetry In Urdu


وہ آ رہے ہیں وہ آتے ہیں آ رہے ہوں گے
شب فراق یہ کہہ کر گزار دی ہم نے

Wo Aa Rahy Hain Wo Atay Hain Wo Aa Rahy Hongy
Shab e Faraaq yeh Kah kar Guzar Di Hm ne

Faiz Ahmed Faiz Sad Urdu Poetry


نہ جانے کس لیے امیدوار بیٹھا ہوں
ایک ایسی راہ پہ جو تیری رہ گزر بھی نہیں

Na Jany Kis Lyye Umeedwar Beitha hoon
Aik Aisi Raah pe Jo Teri Raah Guzar bhi Nahi


Faiz Ahmed Faiz Urdu Poetry


شیخ صاحب سے رسم و راہ نہ کی
شکر ہے زندگی تباہ نہ کی

Sheikh Sahab sy Rasm o Raah Naa Ki
Shukar Hai Zindagi Tabah Na Ki