Top 1000+ Allama Iqbal Poetry in Urdu - Allama Iqbal Shayari

Allama Iqbal Poetry in Urdu - Allama Iqbal Shayari

allama iqbal poetry
Allama Iqbal Poetry in Urdu


 Allama Iqbal

Allama Iqbal ek mashhoor shayar, musannif, aur falsafi the, jinhe Pakistan ke taareekhi shakhsiyat mein gina jaata hai. Unki shayari Urdu aur Farsi zubaanon mein hai. Wo aik azeem soch rakhte the, jinhone apni shayari aur khayalaat ke zariye musalmanon ke liye aik naya rasta tayyar kiya. Inka janam 9 November 1877 ko Sialkot, Punjab mein hua tha aur unki wafat 21 April 1938 mein hui thi.


Allama Iqbal ne apni zindagi main boht sy topics pe poetry ki aur unki poetry aj b na sirf Pakistan main balky puri dunya main mashooor hai aur bohat pasand ki jati.

Allama Iqbal ne apni poetry sy Musalmano main Azadi ka Jazba aur Walwala Paida kiya aur Musalmano ko unki Islamic History aur Unki Salahiyat batayi.

Ham ne Allama Iqbal k 1000+ shair akhathy kar k is post main share kiya hain. Umeed ha apko Top 1000+ Allama Iqbal Poetry in Urdu pasand ayein gy. Aur agr ap Urdu Poetry pasand krty hain tu is site par apko Latest Urdu Poetry bhi available hogi.

Allama Iqbal Poetry in Urdu


کھول آنکھ ، زمیں دیکھ،فلک دیکھ، فِضا دیکھ

مشرق سے نِکلتے ہوئے سورج کو ذرا دیکھ

Khol Ankh, Zameen Dekh, Falak Dekh, Fizaa Dekh
Mashriq Sy Nikalty Howy Sooraj Koo Zaraa Dekh

Allama Iqbal Urdu Poetry


پھُول کی پتی سے کٹ سکتا ہے ہیرے کا جِگر

مردِناداں پر کلام نرم و نازک بے اثر

Phool Ki Patti Sy Katt Sakta Hai Heeray Ka Jigarr
Mard E Nadaan Parr Kalaam Narm O Nazukk Pe Asarr

Poetry of Allama Iqbal


نہیں ہے ناامید اقبال اپنی کشتِ ویراں سے

ذرا نم ہو تو یہ مٹی بڑی زرخیز ہے ساقی

Nahii Hai Na Umeed Iqbal Apnii Kist E Veraan Sy
Zaraa Nam Ho To Yeh Matti Barii Zarheez Lagti Hai Saqii

Shayari Of Allama Iqbal


ہو دید کا جو شوق تو آنکھوں کو بند کر

ہے دیکھنا یہی کہ نہ دیکھا کرے کوئی

Ho Deed Kaa Jo Shooq To Ankhoon Ko Band Kar
Hai Dekhna Yehi K Naa Dekha Kary Koi


Allama Iqbal Shayari


تٌو رازِ کٌن فِکاں ہے اپنی آنکھوں پر عیاں ہو جا

خودی کا رازداں ہو جا خٌدا کا ترجماں ہو جا

To Raaz E Kun E Fakaan Ha Apni Ankhoon Parr Ayaa'n Ho Jaa
Khudi Kaa Raazdaa'n Ho Jaa Khuda ka Tarjamaa'n Ho Jaa

Allama Iqbal ki Poetry


دِل میں خُدا کا ہونا لازم ہے اقبال

سجدوں میں پڑے رہنے سے جنّت نہیں مِلتی

Dil Main Khudaa Ka Hoona Lazim Hai Iqbal
Sajdon Main Pary Rehny Syy Jannat Nahii Milti


Iqbal Day Poetry


اُس قوم کو شمشیر کی حاجت نہی رہتی

ہو جس کے جوانوں کی خودی صورتِ فولاد

Us Qoam Ko Shamsheer Ki Hajjat Nahi Rahti
Ho Jis K Jawanoo Ki Khudi Sorat E Folaad


9 November Poetry - Iqbal Day Poetry


الفاظ و معاني ميں تفاوت نہيں ليکن

ملا کي اذاں اور مجاہد کي اذاں اور

Alfaa o Mani Main Taghawat Nahii Lekin
Mulla Ki Azaa'n Aur Mujahid Kii Azaa'n Aur